I use Pantene.. and i love it..
mere chamkeelay taklay peh kalay kalay lehratay baal ...
upar say larkiyan bhi kahain, zulfain hai teri kamaal
saccha jawab dena jo karain ho gar sawaal..
humain bhi sikhaao, kaisay phelatay ho tum yeh jaal
baloun may haath phernay say aata hai malaal
aur hum muskura keh jawab dete hain..
aap logoun nay kar diya hai mera bura haal...