Aik bar main beemar hua
Aik dost ne mujhe hospital jane ka kaha
Main hospital chala gaya
Wahan 2 drwazay thy
Aik per "Khas bemari" or Aik per "Mamuli bemari" likha tha
Mujhe mamuli bemari thi is liye main mamuli bemari wale kamray main chala gaya
Wahan b 2 drwazay they 1
pr "Khas Admi" or 1
pr "Aam Admi" likha tha
Mai gahrib admi hon is liye aam admi wale darwazay se under chala gaya
ander gaya to ye dekh kar ghbra gaya k main hospital se bahar tha!