Sehn-e-chaman -------Baagh ka takhta
Kaif---------nasha, kaifiyat, haalat, suroor, khumaar
chhaaey--------- Chha jana, phailna, andhera karna
Jii ----------yahaan Dil kah saktey heiN
Ji Behlaana, ----- Dil khush karna, Dil ko tassali.etc
ashk..........Tränen
murjhaaye, jab phool murjha jaatey heiN , sookh jaatey heiN
Shamma jalay , Kerzen jab jalti heiN
Sulagti -------- Sulagna , jalna, aahista aahista dhuhwan nikalna
chamaktaa ------- Sitaarey chamaktey heiN ye bhi nahi pata , roshan hona--etc
FarozaaN ----- Roshan
soghaataiN ------ Tum bhi aik soghaat ho:-p........Geschenk bhi kah saktey
Noor--------Roshni, Ujaala, Chamak
Ufaq -------Aasmaan ka kinaara
Saagar-------Samandar
chaman --------Garten
Baaqi baad meiN