Kashti b nai badli, darya b nai badla
aur dobne waloon ka jazba b nai badla
Hai shok-e-safar aisa, ik umer se yaroo
Manzil b nai payie rasta n nai badla
-----------------------
Firdos-e-Jannat main Laakh Hoooroon ka tasawur sahi
Main ik insaan kay ishq se nikloon tou wahan tak soochoon
------------------------
TAsveer-e-Shaahkaar woh lakhoon main bik gayi...
jis main baghair rooti kay bacha udaas tha...
-----------------------
Zindagi l kesi morh pay woh jan jaye ga faraz
ye pur khaloos loug bohat nayab hote hain
---------------------
Kisi se juda hona agar itna asaaan hota
jism se Rooh ko lene kabi Farishte na aatte