jab baarish halki halki ho
tab ashk bahaya kartay hai
jab aap nahi hotay jaana
tab log sataya kartay hai
hatho pay likh kar naam tera
hum dil bihlaya kartay hai
teri yaado k phoolo say
hum khud ko sajaya kartay hai
tere koochay may ab b hum
us shauq say aaya kartay hai
baarish nay kaha NASIR ko b
lo aaj sataya kartay hai