Dhobi_Bhai mele ko to ab pata chala, yeh idea to use ho chuka hai.. ab saray shohar hoshyaar ho jao.. biwiyoun ko pata chal chuka hai..
par may to abhi kunwara houn.
DhobiBhai ki tarha bechara houn
economic crisis ka maara houn
magar phir bhi, bohot pyaara houn

x200
Sunehri Aapi aap daal pakanay ki maahir lagtee hain ji..
Sara ladies har khushi keh moqay par ladaaas ko tang zaroor kartee hain.. ab DB naach rahay hain, frree may show dekho naa.. guthliyan kyun ginn rahe ho..!