Do dost film dekhnay gaye rastay main pan ki dukan se paan khareed liya , aur aagey peeche beth gaye, beech film main aagey bethay dost nai mushkil main kaha yaar peek jama hogayi hai kia karoo peechey walai ne kaha yaar aglay ki jaib main dalday tou usne kaha n ahi is tarah touu s ko pata chal jaye ga tou peechay walai ne kaha abhi tak tujh ko pata chala ?