Quote:
Originally Posted by dewdrops ;smack; naha kaun raha hai ke saabun lagaaney ke zaroorat pareygi ;silly; |
u par jab pani girta hai, to pani kala ho jata hai.. sabun issi liye kaha tha keh keh mael to khatam ho kissi waqt..

lagta hai aisa kabhi nahee hogaa.. hum sab buddhay ho jayaingay aur tumharee mael nahee jaye gi.!! bleeach use karna paray gaa..!!
**apnay moun say lolipop nikal kay aagay karing..**
yeh lo.. kia yaad rakho gi.. keh kiss ghani say pala para tha..
Quote:
;loot poot hoing; @ the word masoom !!! agar aap masoom hain toh phir hum kya hain ;roll eyes; |
MAS
OOM may jo ullu ki 2 aankhain hain naa,, yeh you ho..!
Quote:
| aap apni gaye aur bakriyon ke beech mei he theek hai !!! |
]
haan insaanoun say to janwar hi achay hain.. jiss ko pyaar say baat karo, kam say kam same reply aata hai..