Quote:
| ooh weight increase karne ja rahee ho..? kyun ji.. charbi ki shadid qillat parr gayee hai kia.. ? |
woh khoon leyney waali nurse ko aur weight chahiye tha ;sigh;
Quote:
| waisay rooh-afza khoon bhi banata hai.. just like any other sharbat... |
really?
Quote:
| shabat-e-faulaad..!! kia yaad aagaya..! |
failaad is iron na !
Quote:
| ji nahee.. hum nasha nahee karte.. hamari chai ka taste hi aisa hai.. keh pee keh jhoomte hain..! |
aapney kaha aur mainey maan liya !! Aaaaaaaaaaaaaaaasssssssss iffffffff !!!
Quote:
| waisay khoon nikalnay wala mere uncle hain. :kheekhee: |
aapki chai ke baad kuch khoon he baaqi rehta ;honh;