DB : mainey 5 star hotel main dinner kia hai aur woh bhi sirf 50 rupay main !!!
CW: impossible!!! mai yeh maan he nahi sakta !!!
DB:yaqeen karo meyra !!! mainey aisa he kiya hai !!!
CW: (very interested now) achha batao kaisey 50 rupay main kia !!!
DB: mai 5 star hotel main gaya...6 diffrent dishes ka order dia with sweet dish and cold drink ...sub kuch pait bhar ke khaaya...baad main baira aaya lamba chorha bill lay kar , main ney kaha keh meray pass toh sirf 50 rupay hain , unhon ney police ko bulaya ...police mujhey police station lay gaee , mainey 50 rupay police ko day kar ghar aa gia toh main ney to dinner 50 rupay main hi kia na.............