"Tamaam logon sey durkhuwaast hai kay merey saath buhat zulm ho raha hai. Merey waalid sahab kay paas buhat beemaar dost hain. Mein apnay bhaiyyoun mein subsey bara bhai hoon. Baap nay tamaam bhaiyyoun ki shaadi ki hai. Halaankay woh tamaam bay-roozgaar hain. Aur mera [L.R.H.] mein larkiyoun kay hostel mein chaukidaar hoon aur paanch hazaar ki mahaana tankhuwaa leta hoon. Iskay bawajud bhi merey shaadi nahin karta hai."
"Mera apnay waalid sahab sey darkhuwaast hai kay meri shaadi bar-waqat karein".
I may have misread some words, if anyone can correct them.