Quote:
Originally Posted by GuL-e-Tasbeeh Pehley aik short notice uss k baad kaam shuru huwaa :-p |
pakki lawyers wali baat kahee hai..!
short notice say yaad aaya..
mere ko aik notice aaya hai, par woh short sa hai..
is tarha..
*IMPORTANT NOTICE*
aagay kuch nahee likha.. is ka kia matlab..?