Salamz.
Mujhay karachi aai huay 2 weeks hogaye hain almost.. aur yahan par itni garmi hai kah bass kya bataoon

uppar sey load shedding ka bhi bura haal hai..jaati tou ek ghantay kay liyah hai..par uss ek ghantay main jo haal hota hai...uff uff uff

lekin..main tou mangoes bhi enjoy kar rahi hoon, kulfiyaan, falooda and bhi woh sab cheezain jo amreeka main achi nahi milti

hehe
aap sab log kaisay hain?