wha wah..!!
issi par irshaad ka bhai hai..
ahem
Jane woh bhi kia din thay
Keh jab hum Jin thay
*un* keh bin thay
na koi jatin thay
na lamhay kathin thay
ab hum bhoot ho gayay
bilkul achhoot ho gayay
sarray huway shehtoot (wild berries) ho gayay
oot patang kay "oot" ho gayay
jaisay phatay huway boot ho gayay
baithay rehtay hain sadaa day kar
haath may katora lay kar
phen keh phati huwe naikar (shorts)
side peh rakha huwa hai shaker (music instrument)
kuch to jayay ga banda day kar.!