| . | Jun 3rd, 2009, 09:50 pm | #31 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | halwayee keh ghar keh bahar Rahul aur Pinky kharay miltay hian.. Rahul halwayee ko girhebaan say pakarta hai, aur deewar say laga deta hai.. Rahul ghussay say poochta hai, "bata, meri lassi may jamaal gota kyun milaya tha.. "" Rahul Halwayee ko  marta hai... "Bata salay, warna tere ko lota bhi naseeb nahee hoga...!" | | It's hard to find a friend who's...... 100% Funky, 100% Generous, 100% Loving,100% Talented, & 100% Sweet so...... don't lose me, okay! | Jun 4th, 2009, 04:04 am | #32 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 7th, 2009 - 08:21 pm Location: USA Posts: 1,134 | ..udhar sey khaamoshii guzartee hai aur dono ko jhagra kartay dekh leeti hai, usay beycharay chaiwalay par bara taras aata hai tou woh ek jagah par chupp kay ek pathar utha kar rahul ko martee hai, rahul ko jaisay hi pathar lagta hai, rahul idhar udhar dekhnay lagta hai..aur darr kay wahan sey bhaag jata hai..chaiwalay ko bhi bara darr lagta hai kah yeh kya hua aur woh apni tooti phooti cycle utha kar wahan sey bhaag nikalta hai..khaamoshii tou wahin hansi kay maray lotte pott hojatee hai..aur gul kay ghar jakar sab poori dastaan batati hai aur dono hansnay lagtee hain.. aur jab hanstay hanstay unki nazar partee hai darwazay ki taraf tou saari hansi gayab hojatee hai kyun kah.... | | | Jun 4th, 2009, 03:48 pm | #33 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | ^^ yeh Halwayee aur Rahul ki laryee may ChaiWala kaha say aagaya..? | | | Jun 4th, 2009, 05:18 pm | #34 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | ^ aray bhai, Chaiwala, Rahul kaY make-up maiN hotaa hai naa  ---------------------------------------------------------------------- haaN tau haNsi ghaayab ho gayee, kiouN kay darwaazaY maiN doodh waala khaRaa thaa aur uss kaY haath maiN pakRi huee cheez ko dekh kar hee woh saari chokRiyaaN bhool gayeeN... aaNkhoN maiN khauf dauR gayaa, aur halaq khushk ho gayaa... donoN naY dari dari nazroN saY doodh waalaY kaY haath maiN pakRi huee cheez ko dekhaa aur phir Gul Khaamoshi say (the character khaamoshi, not "with Silence") mukhaatib huee: "yeh aakhir hamaaraa peechaa kub choRaiN gey? akhir kub? abb tau uTH-tay beTh-tay bhee inhi kaY draownay khwaab aataY haiN, daak kay lifaafoN maiN say bhee yehi kam-bakha't "BILL" bilbilaatay huaY nikaltay haiN..... Khudaa ghaarat karaY " aur phir Gul nay doodh kaa bill doodh waalaY saY lay kar aik nigaah uss par daali aur boli: | | ShaheeN Kaa JahaaN aur! :-) PakFuse was NOT created in a single day. | Jun 4th, 2009, 08:20 pm | #35 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | | | hum ney kaanToN ko bhi narmi sey chhuwa hey aksarlog be-dard heiN phooloN ko massal detey heiN | Jun 4th, 2009, 08:34 pm | #36 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | ^ "boli" ... Hassi naheeN | | | Jun 4th, 2009, 08:36 pm | #37 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | meiN ney jo likhna tha mujhey wuh soch k hansi aa gai | | | Jun 4th, 2009, 08:39 pm | #38 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | hammaiN bhee hasnay kaa moqaa inaayat farmaa kar shukriye kaa moqaa daiN | | | Jun 4th, 2009, 08:46 pm | #39 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | acha jahaaN khamosshi ney end kiya thaaa meiN ney likhna thaa jab darwaazey pe nazar paRi tou kyaa dekhtey heiN wahaaN wuh khaRa hey usska Sir tan sey juda hey khauf sey humaari aankheiN phaTi reh jaati heiN...... lekin baat aa kar aTak gai Doodhwaaley pe ---------- Doodh waaley ney jab bill thamaaya tou aik nigaah bill par daali doosrey doodh waaley pe, bill tou beech meiN hi reh geyaa doodh waaley ko dekh kar boli aap ki shakal AQ sey milti hey aap kahiN wuh tou nahiN.....ye kahna thaa k wuh sar pe pair rakh ke bhaagey aur........ | | | Jun 4th, 2009, 08:56 pm | #40 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | ... aur doodh waalay nay sharaarat aamez muskuraahaT kaY saath Khamoshi ko dekh kar baayeN aaNkh dabaai aur chup chaap apnay chehraY par say AQ kaa make-up khatam kar diyaa.... Doosraa lamhaa hairaan kun thaa.... Khaamoshi nay aankhaiN phaaR phaaR kar doodh waalaY ko dekhaa.... Uss kay farishtoN ko bhee yaqeen naa aayaa kay jo kuch woh dekh rahi hai woh waqai haqeeqat hai.... uss kaY moonH say niklaa: "aray... yeh ... yeh.... maiN kiyaa dekh rahi hooN." Phir woh chakraa kar giri aur behosh ho gayee laikin girtay girtay uss nay doodh waalaY kee aawaaz sunni jo duur say aati huee mehsoos ho rahi thee.... "u behosh kyon hoing maiN doodh wala nahin hoing, me ka nick tau Masoom Muskaan hoing.... .... me AQ ke bhes me jasoosi doing " | | | Jun 4th, 2009, 09:00 pm | #41 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | lol... may nay kuch aur likha tha.. ab change karna paray ga.. MM nay idhar udhar dekha keh kissi nay dekha to nahee khamoshi ko behoshi may girtay huway.. jab confirm ho gaya keh koi nahee dekh raha tha, to MM nay jaldi say khamoshi keh haath say uska purse uthaya, aur jaldi jaldi uskeh purse say lipstick nikal keh lagayeee.. aur phir... | | | Jun 4th, 2009, 09:17 pm | #42 (permalink) | | Junior Member Join Date: Mar 27th, 2009 - 11:46 am Posts: 44 | ^ commercial break laaado kay lashkaaray .......... kapray jagmag saaray .....laado sabun laado sabun ajj hee ghar laain | | | Jun 4th, 2009, 09:20 pm | #43 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | Quote: Originally Posted by problem _girl ^ commercial break laaado kay lashkaaray .......... kapray jagmag saaray .....laado sabun laado sabun ajj hee ghar laain | drama naheeN thaa.... movie hai.... commercial kahaaN say aa gayaa... laikin laado kaa shukriyaa | | | Jun 4th, 2009, 09:28 pm | #44 (permalink) | | Junior Member Join Date: Mar 27th, 2009 - 11:46 am Posts: 44 | ^ film main break nahi hotee kia ?? | | | Jun 4th, 2009, 09:34 pm | #45 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | Woh tau Intermission hotaa hai.... uss maiN bun kabaab aur thanDi botaloN waalaY aataY haiN | | | Jun 4th, 2009, 09:34 pm | #46 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | | | | Jun 4th, 2009, 09:38 pm | #47 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | ^^ Chaiwala bhi intermission may aatay hain..! waisay Laado ki wajah say cinema may sab nay apni aankhain band kar li.. us keh lashkaray hi itnay saray hain.. | | | Jun 4th, 2009, 09:39 pm | #48 (permalink) | | Junior Member Join Date: Mar 27th, 2009 - 11:46 am Posts: 44 | Quote: | Originally Posted by AQ Woh tau Intermission hotaa hai.... uss maiN bun kabaab aur thanDi botaloN waalaY aataY haiN | oh yeh film Cenima main chal rahee thee me masoom*chusni* ..hum nay to ptv per hee movies dekheen theen zamany-e-jahilyat main to mujhay laga ishtyhaar bhi hona chaeye *blush* | | | Jun 4th, 2009, 09:49 pm | #49 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 |  @zamaana-e-Jahiliyat aik zamaanaa-e-jahiliyat NTM/STN waalaa bhee tau thaa | | | Jun 4th, 2009, 09:52 pm | #50 (permalink) | | Junior Member Join Date: Mar 27th, 2009 - 11:46 am Posts: 44 | ^ haan wohee wala jis per ik MOTAN ka darama bhi tha : P | | | Jun 4th, 2009, 09:52 pm | #51 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | ab apni apni UmroN ke raaz yahaaN na kholeiN | | | Jun 4th, 2009, 09:56 pm | #52 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | Quote: Originally Posted by problem _girl ^ haan wohee wala jis per ik MOTAN ka darama bhi tha : P | oops.... naadaan nadia GUL: aap bhee tau ussi zamaana-e-qadeem kay aas paas kaheeN huvaa karti theeN | | | Jun 4th, 2009, 09:59 pm | #53 (permalink) | | - Jheel Kinaarey - Join Date: Feb 17th, 2009 - 12:14 pm Posts: 1,009 | hum aap sey tou chohTey hi heiN | | | Jun 4th, 2009, 10:01 pm | #54 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | lol.. ab koi yeh na kahay keh Alif Noon se milay hain..! hum jantay hian.. kon kiss dramay may kaam karna chahta hai ya daramay keh waqat say hai waisay Jangloos hamaray zamanay ki ideology thi | | | Jun 4th, 2009, 10:03 pm | #55 (permalink) | | Junior Member Join Date: Mar 27th, 2009 - 11:46 am Posts: 44 | ^ is film main koi Song nahi dala : P | | | Jun 4th, 2009, 10:04 pm | #56 (permalink) | | Aaeen-e-Nau say darnaa, tarz-e-Koh'n paY aRnaa Manzil yehi KaThi'n hai, qoumoN kee zindagi maiN Join Date: Jan 1st, 1970 - 12:00 am Posts: 1,572 | choTay choTay loug can we get the movie going on now  ? intermission kay baa'd kiyaa hogaa???? kiyaa hero villain kee naani kee chooRiyaaN heroine kaY liye haasil karnaY maiN kaamyaab huvaa? Aik shakhs nay chalti huvee train kaY peechaY pedal daur Lagaa dee.... kiyaa heroine kaY bhai kaa ghoRa khachar saabit huvaa? Daadi amaaN say miliye aur sar dhuniye... hero ko naani kee yaad aa gayee heroine ko dulhay kee saaliyoN kaY saath Ludo kheltaY huay dekhiye.... Aik pur asraar booRhi aurat jiss nay villain kaY phuphaa say aik anokhaa inteqaam liyaa... inteqaam kaa ehwaal dekh kar aap lout pouT ho jaayeN gey.... ..... | | | Jun 4th, 2009, 10:10 pm | #57 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 27th, 2009 - 08:37 pm Posts: 2,263 | continuign with the movie*** MM lipstick lagati hai aur phir sceene achanak badlata hai.. khoobsurat pahar aur wadi hai, neela aasman, aur music ki aawz aati hai.. MM uchalatay huwayay gana gany lagtee hai.. May duniya bhula dooongeeee lipstick ki chaaahat may May duniya bhula dooongeeee lipstick ki chaaahat may yeh dushman zamana, khailay na khaana, may makeup lagaloungeee , lipstick ki chaahat may.... | | | Jun 4th, 2009, 11:34 pm | #58 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 7th, 2009 - 08:21 pm Location: USA Posts: 1,134 | ..phir khaamoshii ko hosh aata hai..woh dekhtee hai gul kamray sey gayab hai aur MM aankh band karay gana gaa rahee hai aur usnay khaamoshii ki lipstick bhi torr dee hai, khaamoshii chupkay sey chappal uthati hai aur MM ko day maarti hai, phir MM ki ronay ka scene start hota hai.. khaamoshii ka neighbor main Amabel rahtee hai, woh MM ki ronay ki awaz sun kar khaamoshii kay ghar aatee hai aur MM ko kahtee hai "kambhakt har waqt rotee rahtee hai, koi aur kaam nahi aata kya" aur phir usko pakar kar maulvi sahab kay ghar lay jaati hai, maulvi sahab ko dekh kar MM rona bhool jaatee hai aur maulvi sahab kahtay hain..... | | | Jun 4th, 2009, 11:35 pm | #59 (permalink) | | Senior Member Join Date: Feb 7th, 2009 - 08:21 pm Location: USA Posts: 1,134 | yeh movie baree interesting hotee jaa rahee hai.. | | | Jun 5th, 2009, 11:50 am | #60 (permalink) | | Junior Member Join Date: May 4th, 2009 - 09:44 pm Posts: 442 | | | I'll tell you the meaning of life, but first you have to promise not to laugh... | | Thread Tools | | | | Display Modes | Linear Mode | Posting Rules | You may not post new threads You may not post replies You may not post attachments You may not edit your posts HTML code is Off | | | All times are GMT. The time now is 09:48 am. | |