Quote:
Originally Posted by Amabel lagta hai aap k chai k khokhay per har waqt movies lagi rehti hain aap wohi tu nai ho jis ko bachpan sey acting a shoq hai magar chanunce nai mila  |

haan yaar.. sahee pehchanaa..
duniya may ab achay talent ki qadar hi nahee.. koi pehchaan nahee sakta.. sab ki aankhain bellydance dekhnay par lagee huwee hain..
koi hamara dance nahee dekhta.