Itnee kathan MusaaftooN k baad yeh khula
hum jis taraf rawan thay Udhar Raasta Na tha

hmm
Posted Jun 7th, 2009 at 07:25 pm by problem _girl
Itna toota hoon ki choonay say bikhar jaaoonga,
Ab agar aur dua dogay to mar jaaoonga !
Pooch kar mera pata, waqt ra-e-gah na karo,
Main to banjara hoon, kya jaanay kidhar jaaoonga !
Har taraf dhund hai, jugnu hai na charag koi,
Kaun pehchanayga, basti mein agar jaaoonga !
Zindagi, main bhi musaafir hoon teri kashti ka,
Tu jahan mujh say kahegi main utar jaaoonga !
Phool rah jayeengay guldaan mein yaadon ki nazar,
Main to khushboo hoon fhizaon mein bikhar jaaoonga !

Ab agar aur dua dogay to mar jaaonga

Total Comments 1
Comments
-
Posted Jun 12th, 2009 at 10:19 pm by Blonde Baji

Café d´Fuse
Views @ Fuse
Laugh & Humor
Image Collection
Video Junction
Techie Corner