ok as you say so...
woh kehti hian unko aati nahee shayari
i think who pagal nahee, but hain angry..!
:ubercool:
ab yeh parho.. taza maal hai..
duniya may aik din hoga charcha apni shayari ka
phata hoga cover meri ikloti diary kaa..
sufaid pannou peh bikhray huway milaingay jo alfaaz
aakhri warq par hoga jumla expiry kaa..
log janna chahaingay to bhi na jaan payaingay
nahi milay ga koi faida unki inquiry kaa..
bus aakhri ilteja hia us rabb-e-kareem say meri
parh lain aik dafa woh, ada ho jayega qarz shayari kaa..