BB --- khuwab may hichtkiyan nahee aati..

apun ke saath real may aisa huwa re.. jab BB samnay aayi to hitchki band.... aur laughing shuru..!! hahaha
Sara --- khuwab to chotay log dekhtay hian.. hum Sapna dekhtay hian..!
akhiyoun may sapna
sapnay may sajna
sajna peh dil aagaya
keh sajna peh dil aagaya