humarai chai may aik nasha hai.. aik baar peeo gay, baar baar peeo gay..!! gauranteed
aur hum koi milawat nahee karta..

shayad Amabel keh haath keh pakoray kha keh aaisa hota hai.. tabhi kahoun.. jab say Amabel nay pakoray ka stall khola hai, safayee walay zada chai peenay lagay hain..
Police call karni paray gee