woh to aik jooon ki aapbeeti thi, jiss ko aik khoobsurat larki say ishq ho gaya tha..
me har khuwab may diff hota houn.. kabhi paala sa cute sa teddy bear..

to kabhi topi..! kabhi taxiwala, to kabhi doodhwala.. kabhi tota, to kabhi mota.. u know.. everything.. variety is good..