waisay may apnay dhabbay may poora biscoot kabhi nahee rakhta..!!
lekin us din, aik biscoot poora rakha huwa tha.. par kissi nay chura liya..!
ab pata chala keh kon chor tha..!!
BB .. ab hum tum ko nayee choray gaa.!! u peh garam garam chai dalay gaa.. aur itnay saray biscoot khilayay gaa keh tum maafi mango gi..!! keh aur biscoot nahee khanay kaa..!!
hjust wait and dekho..