Quote:
Originally Posted by sara Kya karein ! Blonde ki farmaishein hain na |
;grin;
I didnt know ke meri wajah sey standard itna acha hai ;blush hoing @ the tareef;
Quote:
Originally Posted by sara Yeah, you can get that mouse on your birthday next year |
mai Birthday nahi celebrate kertee !!!
Quote:
Originally Posted by ChaiWala hailaaa..!! mujhay is say woh sardar wala joke yaad aagaya.. BB kelay keh darakh peh charhi to aik bandar nay poocha.. "yaha kia karne aaye ho.." BB "Aam khanay" Bandar "par yeh to kelay ka darakht hai.!" BB "pata hai, aam saath layi houn.!" hahahaha |
oye hello !!!
woh joke nahi tha !!!
real life mei tha magar aam ke darakht pe amrood khaaya tha !!!