| wuh mila tou bhi ankhon ko aansu milay, na mila to bhi hontoN pe aahain raheeN wuh ajab shakhs tha ke har ik haal main,wajha-e-be-sabab sogwaari raha na koi aarzoo hai na shikwa gila, yeh bhi acha huwa mera dil bujh gaya warna jab tak raha yeh merey wastay mustaqil wajha-e-bayqaraari raha alif'' By: mehroo |