*patli si unchi aawz may cinema keh andar...*
Chaiwala chaiwala.. bhai chaiwala..
garam garam chai.. chips aur cake, samosa ya pakora, har cheez ditiyaaab hai..
chaiwala chaiwala..
sirf 100 rupay may combo lijiyey
baith keh mazay say chai pijiyey
film khatam honay tak gar washroom aajaye,
to is chaiwalay ko sue na kijiyey..!
chaiwala..chaiwala.