baqi sab kaha hai..? sab logoun ko apni apni movie banani hai kiaa..?
cont. with story:
CW nay Pinky ko dekh kar AQ say kaha...
"haaaiillaaaaa.. AQ bhai.. aap ki dua qabool huweee..!!"
yeh keh kar CW Pinky keh paas aakeh baitha, to aik dun aik hathora haath CW ko para aur CW door jaa giraa..
CW hairani say apna jabra rub karte huwa khara huwa.. to dekha keh....