^ sub ki aankhein phati ki phati reh gayeen jub unho ney AQ kay haath mein GunDaasa daikha. Kisi ko samajh nai aa raha tha k gunDasa ka yahan kia kaam. Aakhir baat khuli tu pata chalaa k Rahul, AQ aur CW - sub k sub aik hi chakkar mein hain....... Pinky
Rahul chappal utaarta hai, CW puraanay cup aur plates pakaRta hai, AQ gunDasa hila kar tuRi maaRta hai................. aur film ki pehli laRaai shuru hoti hai. chappalein, platain, gunDaasay.... sub chaltay hain
har taraf sey "Dhooshun dhooshun" ki awazaein aati hain.
Mukkay, laatainn, thudday, ghoonsay..... sub chaltay hain.......