View Single Post
Old Jun 5th, 2009, 08:25 pm   #64 (permalink)
Khaamoshii~
Senior Member
 
Khaamoshii~'s Avatar
 

Join Date: Feb 7th, 2009 - 07:21 pm
Location: USA
Posts: 1,134
^

baree khush fahmi hai hero bannay ki

-------------------------
phir rahul nay dobara entry maari..iss dafa maulvi sahab ka par gaya aur rahul ki amma ko jab pata chala tou unho nay sara mohalla sarr par utha lia..
phir maulvi sahab nay CW ko bulaya aur usko kaha kah jo kuch ho raha hai chaiwalay ki wajah sey ho raha hai issliyah usko sazaa dee jaati hai kah woh sab kay gharon main muft chai day ga aur aadhay biscuit kay bajai poora biscuit ka packet ek mahinay tak 1 rupees main bechay ga.. phir tou janab CW ki shakal dekhnay wali thee..kanjoosi ka bukhaar jo charha tha woh utarnay ka naam nahi lay raha tha..maulvi sahab nay rahul ko kaan sey pakar kar usko bhi ek sazaa denay ka elaan kia..kah woh chaiwalay ki help karay ga chai bana-nay main..yehi sab baatain ho rahee theen kah achanak AQ nay entry maari aur woh kuch iss tarha sey kah..sab ki aankhain pathi ki pathi rah gayeeN.....
Khaamoshii~ is offline  

~*Drama Queen*~
Reply With Quote