^^ chalo.. ais akaro shampoo day do.. may bech dounga.. aur us paisay say aik murghi khraeedounga.a
murghe anday day gi
anday say aur murghiya hongee..
sab murghiyan anday dain gee..
aur zada murghiya hongee..
bohot zada anday hongya..
phir omlete hi omlete hongay.. chicken qorma, chicken biryani, chicken tikka..