lol... may nay kuch aur likha tha.. ab change karna paray ga..
MM nay idhar udhar dekha keh kissi nay dekha to nahee khamoshi ko behoshi may girtay huway.. jab confirm ho gaya keh koi nahee dekh raha tha, to MM nay jaldi say khamoshi keh haath say uska purse uthaya, aur jaldi jaldi uskeh purse say lipstick nikal keh lagayeee.. aur phir...