phir dono na coffee peetay hain aur na hi lassi, dono jaa kar juice peetay hain aur ghar ki taraf walk kartay jaa rahay hotay hain kah unhain saamnay chaiwala aata nazar aata hai, chaiwala unko adha biscuit khanay ko paish karta hai tou rahul ko ghussa aajata hai..aur rahul chaiwalay ki fuzool main pitai kardeta hai..