| Halwai kehnaY lagaa: MiyaaN gol gappay khaayaa karo yeh keh kar uss ko dau din puraanaa Nawaa-e-waqt akhbaar thamaa diyaa... kuttaY naY ainak lagaai aur akhbaar kaa muta'aalla shuru kar diyaa... achaanak uss kee nazar aik aisee khabar par paRi kaY woh bahut zor say uchlaaa aur uss kee aankhaiN hairat saY phelti chali gayeeN ...... uss nay sar uthaayaa .... phir ... |