Quote:
Originally Posted by dewdrops I meant aapkey cow ki dil ke baat hai !!! |
hain..? tum cows ki dil ki baat bhi janti hoo.!? :shocked:
jaldi aao phir.. mere paas char cows hai.. kuch burbura rahee hai.. doodh nahee deti..!! unki baat suno aur batao what they telling..!?
Quote:
Originally Posted by sarmad786 nhi yehi merii bhains nhi hai ... merii bhains ke 2 kan hain .. 2 singh hain ....2 ankhien hai ...ek lambi si dum hai .. |
2 kaan, 2 seeng, 2 aankhain, and lambi dum.. hmm.. yaar yeh description to MasoomMuskaan ki hai..